PPSC Islamiat Lecturer Past Papers 14 June 2015
1. shah walliullah ka asal naam kya tha? Quttab din2. Damishq kab fatah hova? KHALIFA ABUBAKAR R.A KI KHILAFAT ME
3. Ikhwanul muslimeen ka taluq kis mulk sy tha? TURKEY
4. Mukhasmah k laghvi maani? RAAZI
5. Kitaab”FE ZIL AL QURAAN”Writer name? SAYYAD QUTAB
6. Ayat e muharba kis surat me hain? SURA AL MAAIDA
7. Tarteeb e toqeefi k lehaz sy SURAT AL SAF kis number pe hai? 61
8. Konsy khalifa ny apna mahana rozeena wapas baitul maal me jma krvaya tha? HAZRAT USMAAN R.A
9. Sahabi hazrat zaid bin harisa ka naam kis surat me hai? SURA AL AHZAAB
10. Hazrat Nooh a.s ka naam Quraan me kitni baar aya hai? 43
11. UMAT ki jama kya hai? UMAM
12. Total nasb muzarya kitny hain? 2
13. Khana Kaba k samnay Mualqaat k sath konsi surat awezan (hang) ki gai thi? SURA KAUTHAR
14. Hazrat Abubakar konsi surat k nazool pr ro pary thy k ab Haztat Muhammad s.a.w.w ka wisaal qareeb hai? SURA ALNASAR
15. Hazrat Abu Bakar r.a ki walida ka naam? HATMA
16. Hazrat Abu Bakar r.a ki Khilafat kis mukaam pr hovi? BNU SAQIFA
17. Imaam Malik kis Shehr me paida hovy? DAMSCUS
18. Kis imaam ki wafat Jail (prison) me hovi? ABUHANIFA
19. Jadeed Moashiyat(Economics) k asool kis ny paish kiay? KARAL MARKS
20. Konsy aalim e deen mahir moashiyat (economist) bhi thy? QASIM NANATVI
21. Ye sher(poetry) kis ka hai? LE KULE MAZ DAWA LA DAWA LE MARZ E SOO (HR BEEMARI KA ILAAJ HAI SIWA BURAI K) FARZDAQ
22. Arab log kisi ijtamai maslay (common problem) pr kya kaha/kiya krt thy? YA SABAHA
23. Abu alanbiya (father of Prophets) kis prophet ko kaha jata hai? HAZRAT ABUBAKA A.S
24. MOOSA ka kya matlab hai? PAAK
25. Ayat khatam e nabuwat kis surat me hai? SURAT AHZAAB
26. Ahl e kitaab k zabeehy k bary me kya hukam hai? HALAL HAI
27. Kitab alfida k writer?
28. Kitaab al makhtoom k writer?
29. “THE WORLD AS I SEE IT” writer? NEWTON
30. Khuda ko na man’ny wala kya kehlata hai? MALHAD
31. HUJATULLAH BALIGHA k writer? SHAH WALIULLAH
32. 3rd Crescent war army chief? STEIFEN
33. Kis mufakir(thinker ) ny kaha k hr cheez ki bunyaad paani hai? ARISTOTL
34. Ilm e hayatiyaat ki kitni main types hain? 2
35. ISTRLAAT k meaning? WAQT NAPNY KA AALA
36. Hazrat Khalid bin Waleed ko kis jang me SAIFULLAH ka khitaab mila? JANG E MOTAH
37. Shah waliullah k nazdeek Mansookh ayaat ki tadad? 5
38. Sahabi Abdullah bin Salam islaam Qbool krny sy pehly kis mazhab sy thy? YAHOODI
39. Surat ALAQ ki pehli kitni ayaat 1st Wahi me nazal hovi? 5
40. Kitaab alFALASFA writer?
41. Umvi khilafat ka total era? 90 YEARS
42. Umar bin Abdul Aziz kab sy kab tk khalifa rhy?
43. SAAILAH” kis baab sy hai? BAB E MUFAAILAH
44. Surat HADEED ka main topic? INSANIYAT
45. Hadees e Jibraail A.s ka main topic? IMAANIYAAT
46. Sahihain refers to? IMAM BUKHARI & IMAM MUSLIM
47. “JAMIA AL AZHAR” kis shehr me hai? EGYPT
48. Quraan k hukam k mutabik sazain kya kehlati hain? HADOOD
49. Kisi wazeh hukam ko kya kehty hain? DALEEL ULNUS
50. Deen e Islam me Halal o Haram “ k writer?
51. Hazrat Ismail a.s k baad KHANA KAABA ki tawalliyat kisy mili? BNI JARHAM
52. Riba(sood) ki main types? 2
53. Ahkaame ashra k mutabi ahkamat kis surat me hain? SURA ALMAAIDA
54. Masaraf e zakat ka zikar kis surat me hai?
55. Hurmat waly months kitny hain? 4
56. Suraj chand sitaron sy asmaan ki araish (decoration) ka zikar kis surat me hai? SURA WAQEA
57. Arab me pehli baar (idol) kis ny introduce kiay? AMRO BIN HAI
58. Taalmood kis language ka word hai? IBRAANI
59. Barani zameen ki zakaat %? 10%
60. Hadees e Mashoor me ravi ki tadaad? 3
61. Shadi shuda zaani ki saza? RIJAM
62. Mohammad bin Qasim ne sindh kb fatah kia? 712AD
63. Namaz e khasoof kb ada ki jati he? MOON ECLIPS
64. Ye aqeeda kis ka he ke insaan pedaishi gunahgar he? BUDH IZM
65. Ye falsfa kis ka he ke har burai ki bunyad jinsi khwaish he?
66. ShAriat ka 4th maakhz? QAYAAS
67. Hindus ka sab se brra KHUDAA? BRAHMA
68. Rikaab means? QARZDAAR
69. Hazrat Ayesha r.a ne kitni ahadees revayat ki? 2210
Post a Comment